PADOSI KE HUQOOQ
1, Salaam Karne Me Pehal Karna 2, Us Se Lambi Baat Na Karna 3, Baar Baar Us Ka Hal Chaal Na Puchna«kabhi Kabhi Mulaqat Karna Roza Nahi» 4, Bimaar Ho Jaye To Us Ki Iyadat Karna 5, Musibat Me Us Ke Hamdardi Karna 6, Us Ke Gam Me Shareek Rehna 7, Us Ki Khushi Par Khush Hona 8,Us Ki Galatiyi Ko Nazar Andaaz Karna 9,Diwaar Ya Chatt Se Us Ke Makaan Me Naa Jhakna 10, Us Ki Diwaar Par Apni Cheeze Na Rakhna Allah Hame Padosiyo Ke Haq Ada Karne Ki Taufeeq Ata Farmaye AAMIN SUMMA AAMIN