NAMAAZ:
Koi Ibaadat Ki Chaah Me Roya Koi Ibaadat Ki Raah Me Roya Bada Piyaara He Ye Namaz e Mohabbat Ka Silsila Koi Qaza Kar Ke Roya Koi Ada Kar Ke Roya Apni Andheri Qabar Ko Khud Hi Roshan Karne Ki Taiyyari Kar Aye Insaan Aaj Zindon Ko Koi Yaad Nahi Karta To Kal Murdon Ko Kaun Yaad Karega Allah Hame Namaaz Se Muhabbat Ata Farmaye AAMIN SUMMA AAMIN