DAHEJ
♣ Kitne Be-Sharm Hai Woh Larke Waley Jo Shaadi Biyah
Ke Naam Par Larki walon Ke Maal Wa Daulat Ko Loot
Rahe hai, (MuSt ReAd)
♣ Larki Chahe Ameer Ho ya Gareeb, In Bhikhaari Ki
Awlaad Ko Koi Farak Nahi Parta, Ladke Waley ke Gair-
Sarai Mutalebat Hasbe Zail hai:

-Jode ki Rakam,Car
-Byke
-Tv
-Fridge, WashIng Machine, Sona Chandi Etc.. Goya
Shadiyan Nahi Karte Log, Balke Garibon Ke Haath Apne
Bete Ko Bechaa Karte hai.
Yeh Sab Mutalebaat Sirf Saadi Ki Had Tak mehdood Hai.
»► Ab MUSTAKBIL (Future) ke Mutalebaat:
1) Agar Kisi Larki ke Walid (Father) Nahi hai Ya Makaan
Chhota hai to Rista Cancel. Ladke waley Kehte hai Ke
Shaadi ke baad hamara Ladka Sasural Jayega To
Khatirdari Kown Karega Aur Kahaan Rahegaa ?
2) Ladki Ki Walda (Mother) Nahi hai To Ladke waley Kehte
hai Shaadi Ke Baad Paheli Delivery Ki zimmedari Kown
Legaa ? Isliye Rista Cancel.
»► Ladkewalon Ki Lalach To Laalchi Kutton Se Bhi Badtar
Ho chuki hai.
Nalaayak Kehte hai hamara Beta Educated (Laanat ho Aise
Education par Jo gareebon Ko Lootne ke Liye ho),
Demands Bhi zyada Hogi..!
Bataao Kya Tumharaa Beta Hazrat ALI se Bhi zyadaa
Educated hai ? Kya Hzrat ALI Ne Demand Ki thi ?? (Sirf
Mohabbat ke Naare Lagane se Ku6 nahi hota Amal B hona
Chahiye)
»»► Aaj ke Is bad-tareen Mahol mein Kayee Aisi gareeb
Larkiyan Hai Jo Har roz apni Mout ki DUA Maang rahi hai.
Kyun ki Jode-Ghode jaisi Laanat ke saamne Inki Gareebi
Ghutne Tek Chuki hai.
»►Aye mere Pyare Bhaiyon (Brothers),
Tumhari Is harkat Ki Buniyad Kisi Garib Larki Apne Maa-
Baap par Bouj Banne Se Bachne ke Liye Kisi Gair-Muslim
ke Saath Bhaag Jati hai ya Suicide Kar Leti hai, ya 3-3
4-4 Betiyon ka Bouj GARIB BAAP Utha nahi pata Suicide
Kar leta hai. Sunlo Baroze Qayamat Tumhe Bhi Allah
Azzawajal Ki bargaah me Jawaab dena pareyga.
»►Ummatul-Musli min se Guzaris Ki Jati hai Ki Jode-
Ghode Se Jut Kar Hone wali Saadi Me Jane se Parhez
karey.
Aao Ham sab Milkar Is Lanat Ke Khilaf Jidd-o-Johad
Karey, Aur Nikah Ko Asaan Karein
Hazrat Abuhuraira Wa Hazrat Jaabir Radiallaho Anhu Se
Riwayat He Ke Nabi E Rehmat ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺍﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ne Irshad
Farmaya:
"Aurat Se 4 Chizo Ki Wajah Se Nikah Kiya Jata Hai :
1. Uska Maal
2. Husn Wa Jamal
3. Uska Khandan
4. Uske Deendar Hone Ki Wajah Se.
Lekin Tu Deendar Aurat Ko Hasil Kar."
[ Bukhari Sharif, Jild : 3, Safa : 59. Tirmizi Sharif, Jild : 1,
Safa : 555 ]

Comments